Meray Paas Tum Ho OST








 




Meray Paas Tum Ho OST

 

Bhool Janey Ka Hunar Mujh Ko Sikhatey Jao
Ja Rahey Ho Too Sab Hi Naqsh Mitatey Jao

Chalo Rasman Hi Sahi
Mud K Mujhey Dekh Too Lo
Todtey Todtey Talluq Ko Nibhatey Jao

Hmm...........
Hmm...........

Kabhi Kabhi Yeh Mujhey Sataye
Kabhi Kabhi Yeh Rulaye

Kabhi Kabhi Yeh Mujhey Sataye
Kabhi Kabhi Yeh Rulaye

Faqat Mere Dil Se Utar Jaiye Ga
Faqat Mere Dil Se Utar Jaiye Ga
Bichadna Mubarak, Bichad Jaiye Ga

Kabhi Kabhi Yeh Mujhey Satayae 
Kabhi Kabhi Yeh Rulaye

Main Samjha Tha Tum Ho
Too Kia Aur Mangun
Meri Zindagi Main
Meri Aas Tum Ho

Main Samjha Tha Tum Ho
Too Kia Aur Mangun
Meri Zindagi Main
Meri Aas Tum Ho

Yeh Duniya Nahi Hai Mere Paas Too Kia
Mera Yeh Bharam Tha
Mere Paas Tum Ho

Magar Tum Se Seekha 
Muhabbat Bhi Ho Too
Dagha Kijiye Ga
Mukar Jaiye Ga

Hmm...............
Hmm...............

Tera Haath Kal Tak
Mere Haath Main Tha
Tera Dil Dhadakta Tha Dil Main Hamarey

Yeh Makhmoor Aankhain 
Jo Badli Hoe Hain
Kabhi Hum Ne Inkey Hai Sadqay Utarey

Kahin Ab Mulaqaat Hojaye Hum Se
Bacha Kar Nazar Ko
Guzar Jaaiye Ga

Jeena Haiii, Tere Bina
Jeena Haiii, Tere Bina

Jeena Hai Ab Mujh Ko Terey Bina



 

No comments: