Ja Tujhe Maaf Kiya(Do Bol)












Ja Tujhe Maaf Kiya(Do Bol)
Ja Tujay Mauf Kya 
Ja Tujhay Mauf Kya

Oo.....................
Pyar Ki Rah Main
Mujh Ko Yun Chornay Walay
Pyar Ki Rah Main Mujko Yun Chornay Walay

Ja Tujhe Muaf Kiya
Ja Tujhe Muaf Kiya
Dil Ko Todnay Walay
Pyar Ki Rah Main Mujko Yun Chornay Walay

Sitam Hai Khudaya Kyun Pyar Banaya
Jo Lotay Dil Ka Jahan
Dil Itna Rulaya Hai Ghum Muskuraya
Kay Apnay Hain Anjaan

Toot Kar Pyar Karay Dil Jo Bhikar Jaata Hai
Toot Kar Pyar Karay Dil Jo Bhikar Jaata Hai
Ishq To Samnay Ankhon Kay Mokar Jata Hai

Apni Dahadkan Ko Meray Dil Say Jodnay Walay
Ja Tujhay Mauf Kya Dil Ko Todnay Walay

Bojh Hai Dil Pay Mohabat Ka Utaron Kesay
Bojh Hai Dil Pay Mohabat Ka Utaron Kesay
Kehke Do Bol Ye Ek Umer Guzaron Kesay
Rakh Dey Pemanay Pe Apno Ko Tolnay Walay
Ja Tujhay Mauf Kya Dil Ko Todnay Walay

Sitam Hai Khudaya Kyun Pyar Banaya
Jo Lutay Dil Ka Jahan Dil Itna Rulaya
Hai Ghum Muskraya
Kay Apnay Hain Anjaan





No comments: