Jalan OST
Bhoolne Ki Koshish Karna
Lekin Bhool Na Paana
Lamha Lamha Soch Ke Khud Ko
Jee Bhar Ke Pachhtana
Marziyan Karta Hai Yeh Dil
Marziyan Karta Hai Ye Dil
Is Ko Kya Samjhana
Is Ko Kya Samjhana
Yaad Yaad Yaad Teri Naal Naal Rehna
Dil Ne Baar Baar Sochan Da Azaab Sehna
Yaad Yaad Yaad Teri Naal Naal Rehna
Dil Ne Bar Bar Sochan Da Azab Sehna
Chhor Ke Apne Apko Pehlay
Khud Ko Tum Kar Bhaithe
Dil Ne Kaisa Zulm Kiya Hai
Dharkan Ghum Kar Bhaithe
Jaane Wala Rok Le Koyi
Jaane Wala Rok Le Koi
Bheegi Kitni Dekh Na Paya
Aankhein Baad Mein Royin
Bheegi Kitni Daikh Na Paya
Aankhein Baad Mein Royin
Galtiyan Karta Hai Yeh Di
Ghaltiyan Karta Hai Ye Dil
Is Ne Khoob Rulana
Is Ne Khoob Rulana
Yaad Yaad Yaad Teri Naal Naal Rehna
Dil Ne Bar Bar Sochan Da Azab Sehna
Yaad Yaad Yaad Teri Naal Naal Rehna
Dil Ne Baar Baar Sochan Da Azaab Sehna
Tanha Bhaithe Soch Rahe Hain
Door Huye Tum Kaise
Khud Hi Maine Dil Ko Apne
Aag Laga Di Jaise
Wapis Bichhra Laa De Koyi
Wapis Bichhra La De Koi
Lagta Hai Jo Aaj Paraya
Yaar Manaa De Koyi
Lagta Hai Jo Aaj Paraya
Yaar Mana De Koi
Arziyan Karta Hai Yeh Dil
Arziyaan Karta Hai Ye Dil
Is Ko Na Satana
Isko Na Sataana
Yaad Yaad Yaad Teri Naal Naal Rehna
Dil Ne Baar Baar Sochan Da Azaab Sehna
Yaad Yaad Yaad Teri Naal Naal Rehna
Dil Ne Bar Bar Sochan Da Azab Sehna
No comments:
Post a Comment