Anaa OST

 

Anaa OST

Pyar Hai Tum Se Magar
Pyar Se Dar Lagta Hai
Pyar Mein Dil Ko Mili
Haar Se Dar Lagta Hai

Pyar Hai Tum Se Magar
Pyar Se Dar Lagta Hai
Pyar Mein Dil Ko Mili
Haar Se Dar Lagta Hai

Bekaar Ki Uljan Hai
Be’kaar Ki Uljan Hai

Pyar Hai Tum Se Magar
Pyar Se Dar Lagta Hai
Pyar Mein Dil Ko Mili
Haar Se Dar Lagta Hai

Na Kare Bewafai
Koi Dil Se Kabhi
Nah Kary Bewafayi
Koyi Dil Say Kabhi
Sun Le Meri Duhayi
Koi Dil Se Kabhi

Dard Itna Diya Tune Warna Kahan
Mangta Hai Judai Koyi Dil Se Kabhi
Sun Le Meri Duhayi
Koyi Dil Say Kabhi

Dard Itna Diya Tune Warna Kahan
Mangta Hai Judai Koyi Dil Se Kabhi
Naa Kare Bewafai
Koyi Dil Say Kabhi

Dil Pe Aankhon Se Huye
Waar Say Dar Lagta Hai
Dil Ki Taro Se Jure
Yaar Se Dar Lagta Hai

Dil Pe Aankhon Se Huye
Waar Say Dar Lagta Hai
Dil Ki Taro Se Jure
Yaar Se Dar Lagta Hai

Bekaar Ki Uljan Hai
Bekaar Ki Uljan Hai

Pyaar Hai Tum Say Magar
Pyaar Say Dar Lagta Hai
Pyaar Mein Dil Ko Mili
Haar Say Dar Lagta Hai

Dil Pe Gussa Karo Tou Bhi Kya Faida
Koi Qanoon Na Ishq Ka Qaida
Dil Pe Ghussa Karo Tou Bhi Kya Faida
Koi Kanoon Na Ishq Ka Qaida

Bat Ik Na Bhulayi
Koi Dil Se Kabhi
Baat Ik Na Bhulai
Koyi Dil Say Kabhi
Sun Le Meri Duhayi
Koi Dil Se Kabhi

Dard Itna Diya Tune Warna Kahan
Mangta Hai Judai Koyi Dil Se Kabhi
Sun Le Meri Duhayi
Koyi Dil Say Kabhi

Dard Itna Diya Tune Warna Kahan
Mangta Hai Judayi Koi Dil Say Kabhi
Nah Kary Bewafai
Koyi Dil Say Kabhi

Pyar Hai Tum Se Magar
Pyar Se Dar Lagta Hai
Pyar Mein Dil Ko Mili
Haar Se Dar Lagta Hai

Pyar Hai Tum Se Magar
Pyar Se Dar Lagta Hai
Pyar Mein Dil Ko Mili
Haar Se Dar Lagta Hai

Bekaar Ki Uljan Hai
Bekaar Ki Uljan Hai

Pyar Mein Dil Ko Mili
Haar Se Dar Lagta Hai
Pyaar Hai Tum Say Magar
Pyaar Say Dar Lagta Hai








No comments: