Alvida alvida toh nahi
Alvida alvida toh nahi
Jism se jaan juda toh nahiAlvida alvida toh nahi
Jism se jaan juda toh nahiRooh mein beh raha hai tuEk hi tu khuda toh nahi
Alvida alvida toh nahi.Koi roshni si hai ya koi khushbu hai
Mere tan badan mein hai kaun ya tu haiJaaniya ve.
Ek chhota sa mera
Zindagi se gila hain
Aisa mukhtasar kyu dil ka silsila haiSach bata sab khala toh nahi.
Jism se jaan juda toh nahi.Jaaniya ve.
Jaaniya ve jaaniya ve
Jaaniya ve janiya.
Chal ek baar.
Chal ek baar uss paar chal ke dekhe
Woh jo door door hai noor mal ke dekhe
Janiyaa ve.
Chal barf ke jab uss taraf niklenge
Sab chodh chaadh taaron ki aad mil lenge
Yoon kabhi koi jiya toh nahi
Jism se jaan juda toh nahi
Rooh me beh raha hai tu
Ek hi tu khuda toh naheen!!
No comments:
Post a Comment