Alizeh

 Alizeh


Pyaar maine jo nibhaya

Tere rehte, tere saath bhi

Sach kahun toh, uss se zyada

Chaha tujhko, tere baad bhi


Mmm… main dard hoon

Tu dava hai na

Main aag hoon

Tu hawa hai na


Ali, Ali, Ali, Alizeh

Ali, Ali, Ali, Alizeh

Kahaan hai tu

Mere dil mein hai na

Ali, Ali, Ali, Alizeh

Ali, Ali, Ali, Alizeh

Tera hoon main

Tujhe yaad hai na [x2]


Sooraj dhale toh lagta hai jaise

Kaandhe pe mere sar hai tera

Mera thikana chahe jahaan ho

Yaadon mein meri ghar hai tera


Sooraj dhale toh lagta hai jaise

Kaandhe pe mere sar hai tera

Mera thikana chahe jahaan ho

Yaadon mein meri ghar hai tera


Main hoon jahaan

Tu wahaan hai na

Main aag hoon

Tu hawa hai na


Ali, Ali, Ali, Alizeh

Ali, Ali, Ali, Alizeh

Kahan hai tu

Mere dil mein hai na

Ali, Ali, Ali, Alizeh

Ali, Ali, Ali, Alizeh

Tera hoon main

Tujhe yaad hai na [x2]

(from "Ae Dil Hai Mushkil")


No comments: